Love sms 6
Thursday, August 11, 2011
, Posted by Sritam at 11:09 PM
1.Jab bhi kisi ko kareeb paya hai, kasam khuda ki wahin dhokha khaya hai. Kyon dosh dete hein hum kanto ko... Zakham to humne phulo se paaya hai.
**************************************
2.Mohobbat ka imtihan aasan nahi; pyar sirf pane ka naam nahi. Muddatein beet jati hain kisi ke intezaar mein, ye sirf pal-do-pal ka kaam nahi.
**************************************
3.Na jaane tum pe itna yakin kyon hai? Tera khayal bhi itna haseen kyon hai? Suna hai Pyar ka dard meetha hota hai; to aankh se nikla ye aansu namkeen kyon hai?
**************************************
4.Is kadar hum yaar ko manane nikle, uski chahat ke hum deewane nikle, jab bhi use dil ka haal batana chaha, to uske hothon se waqt na hone ke bahane nikle...
**************************************
5.Mohabbat mein laakhon zakham khaye humne, afsos unhe hum par aitbar nahi, mat pucho kya gujarti hai dil par, jab vo kehte hai hame tumse pyar nahi..
**************************************
6.Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin, bhool aaye hum apni takdeeren kahin. Agar mile tumko kahin to utha lena, mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.
**************************************
7.Unki tasveer ko seene se laga lete hain, iss tarah judai ka gham mitaa lete hain. Kisi tarah zikar ho jaye unka, to hass kar bheegi palkein jhuka lete hain.
**************************************
8.Bheeg jaati hain palkein tanhayi mein, darte hain koi jaan na le. Pasand karte hain tez barsaat mein chalna, kahi rote hue ko koi pehchaan na le.
**************************************
9.Aapki muskan hamari kamjori hai,
Keh na pana hamari majburi hai,
Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko,
Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai?
**************************************
10.Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye,
Zindagi ki akhari sham aa jaye,
Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab,
Hamari zindagi apke kam aa jaye.